Name | Bahut Pyar karte Hai |
---|---|
Singer | Unknown |
Duration | 29 Seconds |
Description | This is special Female version Cover Whatsapp Status Love video. |
Bahut Pyar Karte Hain Sanaam Lyrics :
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam(..x2..)
Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari
Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to batayenge hum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam(..x2..)
Hamari gazal hai tasavvur tumhara(..x2..)
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam(..x2..)
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni(..x2..)
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam(..X2..)
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam(…X2..)